ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > Raja Jani > Duniya Ka Mela

Raja Jani ( Hindi Film Songs )

A B C D Chhoodoo
Aa Aa Kuch Kehna
Jani O Jani
Kitna Maza Aa Raha Hai
Mubarak Ho Tujhe Aye Dil


Duniya Ka Mela song lyrics

duniya ka mela mele mein ladki ladki akeli
shanno naam uska
duniya ka mela mele mein ladki ladki akeli
shanno naam uska
gaal uske gulabi
chaal uski sharaabi
o babu o lala
sabko salaam uska
duniya ka mela mele mein ladki ladki akeli
shanno naam uska

tauba o meri tauba karte hai sab ishaare
tauba o meri tauba kiski taraf woh dekhe
aashiq hai uske saare kiski taraf woh dekhe
sabki aankhon mein sabke sabko dekhe woh haske
sabka dil behlana jo thehra naam uska
duniya ka mela mele mein ladki ladki akeli
shanno naam uska

kehte hai log uski jaadu bhari hai baaten
kehte hai log uski aankhon mein har kisiki
katne lagi hai raaten aankhon mein har kisiki
neend uski udaaye chain uska churaye
aajkal shehar mein hai charcha naam uska
duniya ka mela mele mein ladki ladki akeli
shanno naam uska
o babu o lala
sabko salaam uska
duniya ka mela mele mein ladki ladki akeli
shanno naam uska

Other songs of the movie Raja Jani

A B C D Chhoodoo
Aa Aa Kuch Kehna
Jani O Jani
Kitna Maza Aa Raha Hai
Mubarak Ho Tujhe Aye Dil

CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

Pyaar Ki Daastaan

Tu kaun hai

Yeh Ladki Zara Si

Aaye Ho Meri Zindagi

Pyar Ka Matlab

Duniya Ne Sun Lee Hai Chup Ke

Aati Kya Khandala

Loote Koi Man Ka Nagar

Ek Deewani Ladki

Kahe Koyal Shor Machaaye Re