Music > Rangoli > Chhoti si Ye Duniya [Lata Version]
Chhoti si Ye Duniya [Lata Version] song lyrics
chhoti si ye duniyaa, pahechaane raaste hai tum
kabhi to miloge, kahin to miloge, to puchhenge haal
chhoti si ye duniyaa.......
sikhaa nahin hamaare dil ne, pyaar men dheeraj khonaa
aag me jalake bhi jo nikhare, vahi hai sachchaa sonaa,
aa....vahi hai sachchaa sonaa
chhoti si ye duniyaa.......
meraa pahelaa pyaar, aakhari bhi hai is jeevan kaa
ek baar hotaa hai jag me, rishtaa man se man kaa
aa...rishtaa man se man kaa
chhoti si ye duniyaa.......
****************************************
छोटी सी ये दुनिया, पहेचाने रास्ते है तुम
कभी तो मीलोगे, कहीं तो मीलोगे, तो पुछेंगे हाल
छोटी सी ये दुनिया.......
सीखा नहीं हमारे दिल ने, प्यार में धीरज खोना
आग मे जलके भी जो निखरे, वही है सच्चा सोना,
आ....वही है सच्चा सोना
छोटी सी ये दुनिया...
मेरा पहेला प्यार, आखरी भी है इस जीवन का
एक बार होता है जग मे, रिश्ता मन से मन का
आ...रिश्ता मन से मन का
छोटी सी ये दुनिया....
Other songs of the movie Rangoli
chhoti si ye duniya [Kishor Version] Ham Tum Ye Khoi Khoi Raahen Jaao Jaao Jaao Nand Ke Laala Rangoli Sajaao Re
|
CRICKET ZONE Live Cricket Coverage
More Movie Song Lyrics
Humsafar Chahiye
Rama Rama Kya Hai Dramaa
Aarti Kare Jai Ganeshji Ki
Sayane Hai Janaab
Zulf Bikharaati chali Aai Ho
My Dil Goes
Jaayega Jab Yahaan Se
Husn Ghamze Ki Kashaakash
Sorry Baba Sorry
|
|