ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > Sangam > Main Kya Karoon Raam

Sangam ( Hindi Film Songs )

Dost Dost Na Raha
Har Dil Jo Pyaar Karega
Mere Man Ki Ganga
O Mehbooba
O Mere Sanam
Ye Mera Prem Patr


Main Kya Karoon Raam song lyrics

----------------------------------------------------------
[singer:- Lata]

main kya karoon raam mujhe buddha mil gaya
haay, haay buddha mil gaya

main gudiya haseen meri morani si chaal hai
sar men safed us ke daada ji sa baal hai
bigadega har kaam, mujhe buddha mil gaya
main kya karoon raam mujhe buddha mil gaya.....

sab jo gaye baagh mera buddha bhi chala gaya
sab to laaye phool buddha gobhi le kar aa gaya
main ho gayi badanaam mujhe buddha mil gaya
main kya karoon raam mujhe buddha mil gaya.....

pariyon ke desh mujhe buddha le kar aa gaya
main ne jo uthaaya ghoonghat buddha gussa kha gaya
ab kyaa hogaa anjaam mujhe buddha mil gaya
main kya karoon raam mujhe buddha mil gaya.....

_ _ _ _ _ _ _ _ _ _ _ _ _ _ _ _ _ _ _ _ _

Other songs of the movie Sangam

Dost Dost Na Raha
Har Dil Jo Pyaar Karega
Mere Man Ki Ganga
O Mehbooba
O Mere Sanam
Ye Mera Prem Patr

CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

Main Hoon Jhoom Jhoom

Suno Na Suno Na

Baat Meri Suniye

Dil Laga Kar Hum Yeh Samjhe Zindagi

Aa Jaan-e-wafa

Taal se taal mila

Ham Tum Ye Bahaar

Ik Teekhi Teekhi Si Ladki

Gup Chup Si Hai Club Mix

Sar Se Sarke Chunariyan