ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > Sarfarosh > Hoshwalon Ko Khabar Kya

Sarfarosh ( Hindi Film Songs )

Is Deewana Ladke Ko
Jo Haal Dil Ka
Yeh Jawaani Hadh Kar De
Zindagi Maut Na Ban Jaye


Hoshwalon Ko Khabar Kya song lyrics

Mmm Mm Mm
Haa Haa Haa Haa Haa Haa
Hoshwalon Ko Khabar Kya
Bekhudi Kya Cheez Hai
(repeat)
Ishq Ki Jaye Phir Samajhiye ..2x
Zindagi Kya Cheez Hai
Hoshwalon Ko Khabar Kya
Bekhudi Kya Cheez Hai...
Unse Nazar Kya Milin Roshan Fizaein Ho Gayee
Hmm Hmm Hmm Hmm
Aah Haa Aah Haa Haa Haa
La La La La La La
Unse Nazar Kya Milin Roshan Fizaein Ho Gayee
Aaj Jana Pyaar Ki Jaadugari Kya Cheez Hai ..2x
Ishq Ki Jaye Phir Samajhiye ..2x
Zindagi Kya Cheez Hai...
Khulti Zulfon Ne Sikhayee Mausamon Ko Shayaree
Umm Hmm Hmm Hmm
Umm Hmm Hmm Hmm Hmm
La La La La La La
Khulti Zulfon Ne Sikhayee Mausamon Ko Shayaree
Jhukti Aankhon Ne Bataya Maikashi Kya Cheez Hai ..2x
Ishq Ki Jaye Phir Samajhiye ..2x
Zindagi Kya Cheez Hai...
Hum Labon Se Keh Na Paaye, Unse Haal-E-Dil Kabhi
Umm Hmm Hmm Hmm
La La La La La La
Umm Hmm Hmm Hmm Hmm
Hum Labon Se Keh Na Paaye, Unse Haal-E-Dil Kabhi
Aur Woh Samjhe Nahin Ye Khamoshi Kya Cheez Hai -2x
Ishq Ki Jaye Phir Samajhiye ..2x
Zindagi Kya Cheez Hai...

Other songs of the movie Sarfarosh

Is Deewana Ladke Ko
Jo Haal Dil Ka
Yeh Jawaani Hadh Kar De
Zindagi Maut Na Ban Jaye

CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

Ya Ilaahi Ho Mubaarak

Kuch Pyar Bhi Kar

Kitna Haseen Chehara

Nagada Nagada

Chandani Raat Hai Saiyan

Kuch to log kahenge

Chain Ho Chain Ho

Main Na Jaano

Sau Baar Janam Nahin