ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > Sarfarosh > Jo Haal Dil Ka

Sarfarosh ( Hindi Film Songs )

Hoshwalon Ko Khabar Kya
Is Deewana Ladke Ko
Yeh Jawaani Hadh Kar De
Zindagi Maut Na Ban Jaye


Jo Haal Dil Ka song lyrics

Alka:
Jo Haal Dil Ka Idhar Ho Raha Hai
Woh Haal Dil Ka Udhar Ho Raha Hai
Jaan-E-Jaan, Dilon Pe Pyaar Ka
Ajab Sa Assar Ho Raha Hai
Kumar Sanu:
Jo Haal Dil Ka Idhar Ho Raha Hai
Woh Haal Dil Ka Udhar Ho Raha Hai
Jaan-E-Jaan, Dilon Pe Pyaar Ka
Ajab Sa Assar Ho Raha Hai
Alka:
Jo Haal Dil Ka Idhar Ho Raha Hai
Kumar Sanu:
Woh Haal Dil Ka Udhar Ho Raha Hai...
Alka:
Galey Se Lagaa Loon
Laboon Pe Sajaa Loon
Tere Afsaanon Ko
Main Apna Bana Loon
Galey Se Lagaa Loon
Laboon Pe Sajaa Loon
Tere Afsaanon Ko
Main Apna Bana Loon
Dard Hai Halka Sa
Magar Ho Raha Hai
Jaan-E-Jaan, Dilon Pe Pyaar Ka
Ajab Sa Assar Ho Raha Hai
Kumar Sanu:
Jo Haal Dil Ka Idhar Ho Raha Hai
Alka:
Woh Haal Dil Ka Udhar Ho Raha Hai...
Kumar Sanu:
Ye Mujhko Khabar Hai
Ye Tujhko Pataa Hai
Jo Chaaha Dhadkan Pe
Chaahat Ka Nashaa Hai
Ye Mujhko Khabar Hai
Ye Tujhko Pataa Hai
Jo Chaaha Dhadkan Pe
Chaahat Ka Nashaa Hai
Deewana Tera
Bekhabar Ho Raha Hai
Jaan-E-Jaan, Dilon Pe Pyaar Ka
Ajab Sa Assar Ho Raha Hai...
Alka:
Jo Haal Dil Ka Idhar Ho Raha Hai
Woh Haal Dil Ka Udhar Ho Raha Hai...
Kumar Sanu:
Jaan-E-Jaan, Dilon Pe Pyaar Ka
Ajab Sa Assar Ho Raha Hai
Alka:
Jo Haal Dil Ka Idhar Ho Raha Hai
Kumar Sanu:
Woh Haal Dil Ka Udhar Ho Raha Hai...

Other songs of the movie Sarfarosh

Hoshwalon Ko Khabar Kya
Is Deewana Ladke Ko
Yeh Jawaani Hadh Kar De
Zindagi Maut Na Ban Jaye

CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

Mohabbat Ki Hai Tumhare Liye

Aankhon Ne Tumhari

Fauji Gaya Jab Gaanv Men

Bin Tum Gumsum Hone Lage

Chal Chal Re Naujawan

Un Ke Bulaave Pe Dole Mera Dil

Dil Bar Mere

Gher Ghaar Ghagro

Are Jane Kaise Kab Kahan

Poorab Na Jaayio Baalama