ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > Sarfarosh > Yeh Jawaani Hadh Kar De

Sarfarosh ( Hindi Film Songs )

Hoshwalon Ko Khabar Kya
Is Deewana Ladke Ko
Jo Haal Dil Ka
Zindagi Maut Na Ban Jaye


Yeh Jawaani Hadh Kar De song lyrics

(Tu ru ru ru, tu ru ru ru ru
Tu ru ru ru ru tu ru ru) - 2
(Yeh jawaani hadh kar de
Boodhe jawaan ko mast kar de) - 2
Koi na jaane kal kya ho
Aane waala pal kya ho
Le maza le zindagi ka zindagi ka zindagi ka
Yeh jawaani hadh kar de
Boodhe jawaan ko mast kar de
Koi na jaane kal kya ho
Aane waala pal kya ho
Le maza le zindagi ka zindagi ka zindagi ka
Oh, yeh jawaani hadh kar de
Thandi sama, dil hai jawaan
Saare yahan josh mein
Kya raat hai, kya baat hai
Koi nahin hosh mein
Chhaaya hai kaisa nasha
Le le zara le le maza maikashi ka
Oh, yeh jawaani hadh kar de
Boodhe jawaan ko mast kar de
Koi na jaane kal kya ho
Ho, aane waala pal kya ho
Le maza le zindagi ka zindagi ka zindagi ka
Yeh jawaani hadh kar de
Kaatil bhi hai, aashiq bhi hai
Aate hain saare yahan
Kis dil mein hai kya kya chhupa
Kisko pata meri jaan
Aaja mere paas aa
Le le zara le le maza aashiqui ka
Oh, yeh jawaani hadh kar de
Boodhe jawaan ko mast kar de
Yeh jawaani hadh kar de
Boodhe jawaan ko mast kar de
Koi na jaane kal kya ho
Ho, aane waala pal kya ho
Le maza le zindagi ka zindagi ka zindagi ka
Yeh jawaani hadh kar de

Other songs of the movie Sarfarosh

Hoshwalon Ko Khabar Kya
Is Deewana Ladke Ko
Jo Haal Dil Ka
Zindagi Maut Na Ban Jaye

CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

Meri Pyaari Patang

Meri Zindagi Mein Aaye Ho

Is Reshmi Paazeb Ki Jhankar

Duniya Badal Rahi Hai

Dekh Ke Akeli Mohe

Lagi Aaj Sawan Ki Phir Woh Jadhi Hai

Chhakke Mein Chhakke

Kahan Tak Yeh Man Ko

Aaj Kal Tere Mere Pyar Ke

Jaayen To Jaayen Kahaan-[Lata Version]