ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > Sargam > Kaisi Ye Jodi Milaaeei

Sargam ( Hindi Film Songs )

Koi Kisi Ka Deewaana Na Bane
Woh Humse Chup Hain


Kaisi Ye Jodi Milaaeei song lyrics

--------------------------------------------------------
[singer:-Lata Mangeshkar & Chitalkar]

Chitalkar:
haa aa
are boodha hai ghoda, laal hai lagaam

Lata:
o boodha hai ghoda, laal hai lagaam
kaisi ye jodi milaai mere

Both:
raam
kaisi ye jodi milai mere raam -3

Chitalkar:
haan pehalu-e-hoor men langur, khuda ki qudarat

Lata:
aan kauwe ki chonch men anguur, khudaa ki qudarat

Chitalkar:
are gadhe ko de diye khaane badaam

Lata:
o gadhe ko de diye khaane badaam

Both:
kaisi ye jodi milai mere raam -4

Chitalkar:
ho bandar ke haath men ye saaz dekhiye
aur ullu ke sar pe ye taaj dekhiye
jo dekha kabhi na, wo aaj dekhiye

Lata:
hansegi jo dekhegi duniya tamaam
ho hansegi jo dekhegi duniya tamaam

Both:
kaisi ye jodi milai mere raam -3
haa kaisi ye jodi milai mere raam


Lata:
haan budhaw-wa hai ghudaw-wa, lalaw-wa lagaam

Chitalkar:
haan budhaw-wa hai ghudaw-wa, lalaw-wa lagaam
haan

Both:
kaisi ye judayi-ya milaiy-ya more raam -3

******************************************

Other songs of the movie Sargam

Koi Kisi Ka Deewaana Na Bane
Woh Humse Chup Hain

CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

Yeh Hai Mumbai

Hum Tum Ek Kamre Mein

Mujhse Hui Bas Yeh

Bhool Bhoolaiyaa (Remix)

Tu Hai Sola

Yeh Ganpat Chal Daaru La

Chup Chup Ke

Meharbaan meharbaan

Pyar Ki Chatni

Chhodo Sanam