ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > Sargam > Koi Kisi Ka Deewaana Na Bane

Sargam ( Hindi Film Songs )

Kaisi Ye Jodi Milaaeei
Woh Humse Chup Hain


Koi Kisi Ka Deewaana Na Bane song lyrics

--------------------------------------------------------
[singer:-Lata Mangeshkar]

tasveer-e-yaar dil se mitaai na gai
aansuon se aag ye bujhaai na gai
paanh ban ke saans men, ataki hai un ki yaad
laakh chaaha bhoolana bhoolaai na gai

koi kisi ka deewaana na bane -2
ho teer-e-nazar ka nishaana na bane
nishaana na bane
deewaana na bane
koi kisi ka deewaana na bane

aag lage aisi aag to haaye
jis ke dekhe se koi jal jaaye
aisi sham'a ka parawaana na bane -2
ho teer-e-nazar ka nishaana na bane
koi kisi ka deewaana na bane

dil lagaane ko samajhate the dillagi
un ko haathon de di apani zindagi
duniya ke hansane ka bahaana na bane -2
ho teer-e-nazar ka nishaana na bane
koi kisi ka deewaana na bane
deewaana na bane -2
koi kisi ka deewaana na bane
******************************************

Other songs of the movie Sargam

Kaisi Ye Jodi Milaaeei
Woh Humse Chup Hain

CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

Mere Khwabon Ka

Ekka Chuaka

Umar Hui Tumse Mile

Ham Ne Tujh Ko Pyaar Kiya [sad version]

Ham Pyaar Ki Baazi Haaren

Jalwa 1

Jab Chali Thabdi Hava

Dil To Kehta Hai

Mere Mehboob Ki