ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > Saudagar > Teri Yaad Aati Hain

Saudagar ( Hindi Film Songs )

Bansi Baajegi Radha Nachegi
Deewane Tere Naam Ke
Ilu Ilu Ilu Ilu
Imli Ka Boota Beri Ka Ped - 1
Imli Ka Boota Beri Ka Ped - 2
Mohabbat Kee Kee Kee
Saudagar Dil Le Le Dil Dekar


Teri Yaad Aati Hain song lyrics

jab tak gam ke parvat apane jagah se hil na jaaye
aur hum mil na jaaye
koi faryaad na karna
tu mujhko yaad na karna - 2
haai kya karu hothon pe faryaad aati hain
nahi rukti -2
teri yaad aati hain - 2

jab tak apane armaanon ke gulshan khil na jaaye
aur hum mil na jaaye
neenden barbaad na karna tu
tu mujhko yaad na karna - 2
haai kya karu hothon pe faryaad aati hain
nahi rukti -2
teri yaad aati hain - 2

haai aaga lage rasmon ko main todd du sab kasmon ko
bas ginti jaa tu zakhmon ko
jitne zakham lage hain jab tak saare sil na jaaye
aur hum mil na jaaye
koi faryaad na karna
tu mujhko yaad na karna - 2
haai kya karu hothon pe faryaad aati hain
nahi rukti -2
teri yaad aati hain - 2

prem hain koi rog ya jogi ka jog
pyar ke dushman log
o
aa
prem hain koi rog ya jogi ka jog
pyar ke dushman log
jab tak kaaton pe chalte yeh paanv chhil na jaaye
aur hum mil na jaaye
koi faryaad na karna
tu mujhko yaad na karna - 2
haai kya karu hothon pe faryaad aati hain
nahi rukti -2
teri yaad aati hain - 2

ho

Other songs of the movie Saudagar

Bansi Baajegi Radha Nachegi
Deewane Tere Naam Ke
Ilu Ilu Ilu Ilu
Imli Ka Boota Beri Ka Ped - 1
Imli Ka Boota Beri Ka Ped - 2
Mohabbat Kee Kee Kee
Saudagar Dil Le Le Dil Dekar

CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

Shala Baby

Zehar Hain Ke Pyar

Keh Do Na

Tumse milke dil ka jo haal

Zindagi Har Kadam

Aazmaale Aazmaale

Hum Yahan Tum Yahan

Chheena Re Chhenna

Meri Jaan Mujhe Choo Le

Phir Teri Kahaani Yaad Aai