-----------------------------------------------------------
Lata:
aaja aaja tera intezaar hain
tujhe dhundh raha mera pyaar hain
aaja aaja
rokte hain duniya waale, pyaar ke yeh raaste - 2
mushkilen hi mushkilen hain, do dilon ke waaste
Talat:
majboor mera pyaar hain, majboor majboor
Lata: O~~~O~~~aaja aaja tera intezaar hain
tujhe dhundh raha mera pyaar hain
aaja aaja...
tod sakta hain agar, duniya ke bandhan tod de - 2
pyaar karne waale is duniya se, darna chhod de
aaja aaja tera intezaar hain
tujhe dhundh raha mera pyar hain
aaja aaja
Talat:
pyaar ki taqdeer men, likhi hain yeh majbooriyan-2
haai yeh majbooriyan, yeh do dilon ki duriyan
majboor mera pyaar hain, majboor majboor
Lata: O~~O~~aaja aaja tera intezaar hain
tujhe dhundh raha mera pyaar hain
aaja aaja