ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > Shair > Aaj Koi Hai Aanewaala

Shair ( Hindi Film Songs )

Aaja Meri Duniya Men
Dil Ki Duniya Ujad Gayi
Do Bichhade Hue Dil
Hamen Tum Bhool Baithe Ho
Kyaa Cheez Hai Muhobbat
O Qisamat Tera Ho Bura
Tere Khayaal Ko Dil Se
Ye Duniya Hai


Aaj Koi Hai Aanewaala song lyrics

[Singer:- Suraiyya ]

aaj koi hai aanewaala -2
ho aanewaala
kaun
ye kyun batalaaun, ho ho ye kyun batalaaun -2
aaj koi hai aanewaala

jeewan ga re dil ye pukaare
piyaa-piyaa ho piyaa-piyaa
piyaa-piyaa ho piyaa-piyaa
jeewan ga re dil ye pukaare
piyaa-piyaa ho piyaa-piyaa
( sudh-budh haare laaj ke maare
mora jiya ho mora jiya ) -2
ho kaaga bole
kaaga bole mere dwaar
main dekh-dekh muskaaun ho

aaj koi hai aanewaala
ho aanewaala
kaun
ye kyun batalaaun, ho ho ye kyun batalaaun -2
aaj koi hai aanewaala

( o aaj kisi ki aas lagi hai
machal raha hai Khushi se dil
machal raha hai Khushi se dil ) -2
( man mera dole aur ye bole
piyaa se mil, ho piyaa se mil ) -2
ho duniya naache
duniya naache sang-sang
main jhoom-jhoom ke gaaun ho

aaj koi hai aanewaala
ho aanewaala
kaun
ye kyun batalaaun, ho ho ye kyun batalaaun -2
aaj koi hai aanewaala

******************************************

Other songs of the movie Shair

Aaja Meri Duniya Men
Dil Ki Duniya Ujad Gayi
Do Bichhade Hue Dil
Hamen Tum Bhool Baithe Ho
Kyaa Cheez Hai Muhobbat
O Qisamat Tera Ho Bura
Tere Khayaal Ko Dil Se
Ye Duniya Hai

CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

Pyar Ko Ho Jane Do

Tanhayee

Dek tujko dil ne kaha saathi janmoh ka mil gaya

Ajnabi Khwaab Mein

Toofan Se

Yamma Yamma

Chal Chale

Chale Aao Saiyaan

Yaaron

Mauka Milega Toh