ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > Shair > Dil Ki Duniya Ujad Gayi

Shair ( Hindi Film Songs )

Aaj Koi Hai Aanewaala
Aaja Meri Duniya Men
Do Bichhade Hue Dil
Hamen Tum Bhool Baithe Ho
Kyaa Cheez Hai Muhobbat
O Qisamat Tera Ho Bura
Tere Khayaal Ko Dil Se
Ye Duniya Hai


Dil Ki Duniya Ujad Gayi song lyrics

[Singer:- Suraiyya ]

(dil ki duniya ujad gayi
aur jaane waale chale gaye -2
jaane waale chale gaye
tadapaane waale chale gaye -2

( mujh ko Khushi ke geet suna ke
pher li nazaren saamane aa ke ) -2
rooth gaye wo dil men sama ke
o
rooth gaye wo dil men sama ke
un ke bin ab lage na ji
bahalaane waale chale gaye -2

( nain kahen ab kaun hamaara
sapanen kahen dil jeet ke haara ) -2
dil ye kahe toote na sahaara
o
dil ye kahe toote na sahaara
Kis ki baat ab sune koi
samajhaane waale chale gaye -2

dil ki duniya ujad gayi
aur jaane waale chale gaye -2

******************************************

Other songs of the movie Shair

Aaj Koi Hai Aanewaala
Aaja Meri Duniya Men
Do Bichhade Hue Dil
Hamen Tum Bhool Baithe Ho
Kyaa Cheez Hai Muhobbat
O Qisamat Tera Ho Bura
Tere Khayaal Ko Dil Se
Ye Duniya Hai

CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

Priyatama O Meri Priyatama

Aaj Phir Jeene Ki

Chhum Chhum Chali Piya Ki Gali

Jawani Jan-E-Man

Ek Ladki

dekho dekho dil yeh bole

Saaiyaan

Tum Bin Jaoon Kahan 2

O Hansini Meri Hansini Kahan Ud Chali

Qayamat Qayamat