ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > Shama > Dhadakte Dil Ki Tamanna

Shama ( Hindi Film Songs )



Dhadakte Dil Ki Tamanna song lyrics

dhaDakte dil ki tamannaa ho mera pyaar ho tum
mujhe qaraar nahin (2)
jab se beqaraar ho tum (2)
dhaDakte dil ki tamannaa ho…………….

khilaao phool kisi ke kisi ke chaman mein raho (2)
jo dil ki rah se guzari hai who bahaar ho tum (2)
dhaDakte dil ki tamannaa ho…………….

jah-e-naseeb ataa ki jo dard ki soughaat
who gham haseen hai, jis gham ke zimmedaar ho tum (2)
dhaDakte dil ki tamannaa ho…………….

chaDaa oon phool ya aansoo tumhaare qadamon mein
meri wafaaon ke ulfat ki yaadgaar ho tum (2)
dhaDakte dil ki tamannaa ho…………….
Suraiyaa- Sham'aa- 1961

Other songs of the movie Shama



CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

Bindiya Chamkegi

Muhabbat Ke Maron Ka

Kisi Patthar Ki Moorat Se

Ab Aur Na Kuchh Bhi Yaad Raha

Jaayega Jab Yahaan Se

Chand Aaya Hai

Ishq Hai Kya Kuch Nahi Hai

Gup Chup Si Hai Club Mix

Ek Hasina Thi

Tumse Achcha Kaun Hai