ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > Shree 420 > Shaam Gai Raat Aai

Shree 420 ( Hindi Film Songs )

Dil Ka Haal Sune Dilwaala
Ichak Daana Bichak Daana
Mera Juta Hai Japaani
Mud Mud Ke Na Dekh
O Jaanewaale Mud Ke Zara
Pyaar Hua Iqaraar Hua Hai
Ramayya Vastaavayya


Shaam Gai Raat Aai song lyrics

[Singers:Lata & Chorus]

Lata: shaam gai raat aai ke balam aaja
Chorus: shaam gai raat aai ke balam aaja
Lata: taaron ki baraat aai ke balam aaja
Chorus: taaron ki baraat aai ke balam aaja
Lata: O balam Aaja, O sanam aaja/-2
Chorus: shaam gai raat aai ke balam aaja

Lata: raat aur din milan ki ghadi thi
thandi-thandi saawan ki jhadi thi
do dilon ne jo bandhe the bandhan
Chorus: do dilon ne jo bandhe the bandhan
Lata: un men khoi, khadi main, khadi main
Chorus: yaad mulaaqat aai ke balam aaja
Lata: O balam Aaja, O sanam aaja/-2
Chorus: shaam gai raat aai ke balam aaja

Lata: meeche jo aankhen to teri suratiyaan/-2
cham-cham chamake jaise bijuriya
pyaar bhare tere nainon ke rang men
Chorus: pyaar bhare tere nainon ke rang men
Lata Bheege man ki, chunariya, chunariya
Chorus: le ke barsaat aai ke balam aaja/-2
Lata: O balam Aaja, O sanam aaja/-2
Chorus: shaam gai raat aai ke balam aaja

****************************************

Other songs of the movie Shree 420

Dil Ka Haal Sune Dilwaala
Ichak Daana Bichak Daana
Mera Juta Hai Japaani
Mud Mud Ke Na Dekh
O Jaanewaale Mud Ke Zara
Pyaar Hua Iqaraar Hua Hai
Ramayya Vastaavayya

CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

Maria Maria

Neeche Phoolon Ki Dukan

Ik Deewana

I wanna be free

Tan Rangloji

Na Main Dhan Chahoon

Ganga Aaye Kahan Se

Kambakth Ishq

Meri Duniya Mein