Music > Soldier > Hum To Dil Chahen Tumhara
Hum To Dil Chahen Tumhara song lyrics
--MALE--
Hm, hum to dil chaahe tumhaara
Vaada hai vaada hamaara
Samjho nazar ka ishaara
Tum hamein dil to do, phir dekho hota hai kya
--FEMALE--
(Sona sona, yeh na hona
Dil tera hamein na maangda) - 2
--MALE--
Hum to dil chaahe tumhaara
Vaada hai vaada hamaara
--FEMALE--
Yun na sharaarat karo
--MALE--
Chaahat se tum na darro
--FEMALE--
Jaao ji rehne bhi do
--MALE--
Ae, kuch humko kehne bhi do
--FEMALE--
Chhod do, chhed na, aise sataao na tum
--MALE--
Yun hamein ishq mein paagal banaao na tum
--FEMALE--
Lo ji hum chale chale, aise na pado gale
--MALE--
Jaane jaan suno suno, de do mohabbat zara
--FEMALE--
Haai sona sona, yeh na hona
Dil tera hamein na maangda
Sona sona, yeh na hona
Dil tera hamein na maangda
--MALE--
Hey, hum to dil chaahe tumhaara
Vaada hai vaada hamaara
--FEMALE--
Deewaanapan chhod do
--MALE--
Yeh rishta tum jod do
--FEMALE--
Jaane do jaana hai ghar
--MALE--
Yun na churaao nazar
--FEMALE--
Ho, tum hamein chaahte kaise bharosa kare
--MALE--
Pyaar mein hum kabhi aise na dhoka kare
--FEMALE--
Peechhe kyoon pade ho tum, ziddi kyoon ade ho tum
--MALE--
Gussa hai bura sanam, lo aashiqui ka maza
--FEMALE--
Haai sona sona, yeh na hona
Dil tera hamein na maangda
Sona sona, yeh na hona
Dil tera hamein na maangda
--MALE--
Hey, hum to dil chaahe tumhaara
Vaada hai vaada hamaara
Samjho nazar ka ishaara
Tum hamein dil to do, phir dekho hota hai kya
--FEMALE--
Haai sona sona, yeh na hona
Dil tera hamein na maangda
(Sona sona, yeh na hona
Dil tera hamein na maangda) - 2
Other songs of the movie Soldier
Mehfil Mein Bar Bar Mere Dil Jigar Se Guzree Hai Mere Khwabon Mein Jo Aaye Meri Saanson Mein Samaye Soldier Soldier Meethi Baaten Tera Rang Balle Balle
|
CRICKET ZONE Live Cricket Coverage
More Movie Song Lyrics
Tera Jadoo Chal Gaya
Lagan Tose Laagi Balama
Ek Kamre Mein Hum Tum
Suna Suna
Dola Dola
Woh Dekhen To Unki Inayaat Na
Choodi Nahin Ye Mera Dil Hai
Nikal Padi
For Your Eyes Only
Pehli Nazar Mein
|
|