ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > Soldier > Mere Dil Jigar Se Guzree Hai

Soldier ( Hindi Film Songs )

Hum To Dil Chahen Tumhara
Mehfil Mein Bar Bar
Mere Khwabon Mein Jo Aaye
Meri Saanson Mein Samaye
Soldier Soldier Meethi Baaten
Tera Rang Balle Balle


Mere Dil Jigar Se Guzree Hai song lyrics

--MALE--
(Mere dil jigar se guzri hai
Ek ladki idhar se guzri hai) - 2
Gore gore gaalon waali, kaale kaale baalon waali - 2
Baheki baheki chaalon waali, masti solaah saalon waali
Deewaana karke gayi
O rabba ho ho ho, o rabba ho ho ho - 2

--FEMALE--
(Mere dil jigar se guzra hai
Ek ladka idhar se guzra hai) - 2
Seedha saadha bhola bhaala, mujhe tadpaane waala - 2
Raaton ko jagaane waala, khwaabon ko sajaane waala
Deewaani karke gaya
O rabba ho ho ho, o rabba ho ho ho - 2

--MALE--
Haai haai haai teri aankhen bin kaajal kajraari

--FEMALE--
Haai haai haai teri baatein lagti hai mujhko pyaari

--MALE--
Hey, mera chain loota hai teri in adaaon ne

--FEMALE--
Tere khwaab rehte hain meri in nigaahon mein

--MALE--
Abhi abhi aayi ho, ruko zara jaao na

--FEMALE--
Koi dekh lega yun, mujhe tum sataao na, na na na na

--MALE--
Bachke nazar se guzri hai
Ek ladki idhar se guzri hai
Gore gore gaalon waali, kaale kaale baalon waali - 2
Baheki baheki chaalon waali, masti solaah saalon waali
Deewaana karke gayi
O rabba ho ho ho, o rabba ho ho ho - 2

--FEMALE--
Kal kal milne waala vaada dekho tum bhool na jaana

--MALE--
Main jo bhool bhi jaaoon, tum mujhe yaad dilaana

--FEMALE--
Ho, ghadi do ghadi ki bhi dooriyaan sataati hai

--MALE--
Ho, tujhe raat din meri dhadkanein bulaati hai

--FEMALE--
Badi pyaas jaagi hai, badi beqaraari hai

--MALE--
Bas teri tamanna hai, teri khumaari hai, haan

--FEMALE--
Dekho kidhar se guzra hai
Ek ladka idhar se guzra hai
Seedha saadha bhola bhaala, mujhe tadpaane waala - 2
Raaton ko jagaane waala, khwaabon ko sajaane waala
Deewaani karke gaya
O rabba ho ho ho, o rabba ho ho ho - 2

--MALE--
Mere dil jigar se guzri hai
Ek ladki idhar se guzri hai
Gore gore gaalon waali, kaale kaale baalon waali - 2
Baheki baheki chaalon waali, masti solaah saalon waali
Deewaana karke gayi
O rabba ho ho ho, o rabba ho ho ho - 2

Other songs of the movie Soldier

Hum To Dil Chahen Tumhara
Mehfil Mein Bar Bar
Mere Khwabon Mein Jo Aaye
Meri Saanson Mein Samaye
Soldier Soldier Meethi Baaten
Tera Rang Balle Balle

CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

O Nanhe Se Farishte

Hai rama ye kya hua

Sham Dhale Khidki Tale

Ishq Kabhi Kario Na

Mohe Bhool Gaye Sanwariya

Na Tum Bewafa Ho

Vo Din Kahaan Gaye Bataa

Dono Jawaani Ki Masti Mein Choor

Fiza Bhi Hai Jawaan