Music > Style > Mohabbat Ho Na Jaye
Mohabbat Ho Na Jaye song lyrics
Tu kya mil gayi yeh samaa rangeen ho gaya
Sehra mein jaise khil gaya ho gul naya
Ae meri jaane jaan hai tujhe kya pataa
Tere husn ka mujhpe nasha chhaa gaya
Mujhpe nasha chhaa gaya 2
[Mohabbat mohabbat mohabbat ho na jaaye
Qayaamat qayaamat qayaamat aa na jaaye] 2
Haan ho
Aaj kal kya bataaoon madhosh ho gayi hoon
Mehsoos ho raha hai main kahin kho gayi hoon
Khoya mera bhi dil hai bechain yeh dhadkan hai
Kya yehi hai mohabbat kaisa deewanapan hai
Ae mere jaane jaan hai tujhe kya pataa
Haal mere bhi dil ka hai kuch aap sa
Dil ka hai kuch aap sa 2
Mohabbat mohabbat mohabbat ho na jaaye
Qayaamat qayaamat qayaamat aa na jaaye
Mohabbat mohabbat mohabbat ho na jaaye
Qayaamat qayaamat qayaamat aa na jaaye
Tune jo chhoo liya to khil gayi dil ki kaliyaan
Teri aankhon mein mujhko mil gayi meri duniya
Yun to laakhon haseen hai tujhsa koi nahin hai
Jiski khwaaish thi mujhko jaane jaan tu vohi hai
Ae mere jaane jaan sun tera shukriya
Mil gaya tere dil mein mujhe aashiyaan
Dil mein mujhe aashiyaan 2
Ae meri jaane jaan aa gale se lagaa
Daake mil jaaye mujhko zameen aasmaan
Mujhko zameen aasmaan 2
Mohabbat mohabbat mohabbat
Qayaamat qayaamat qayaamat
CHORUS
Mohabbat mohabbat mohabbat ho na jaaye
Qayaamat qayaamat qayaamat aa na jaaye
Tu kya mil gaya yeh samaa rangeen ho gaya
Sehra mein jaise khil gaya ho gul naya
Ae mere jaane jaan hai tujhe kya pataa
Tere ishq ka mujhpe nasha chhaa gaya
Mujhpe nasha chhaa gaya 2
[Hey eh eh eh]
Mohabbat mohabbat
Qayaamat qayaamat
BOTH
Mohabbat mohabbat
Qayaamat qayaamat
CHORUS
Mohabbat mohabbat mohabbat ho na jaaye
Qayaamat qayaamat qayaamat aa na jaaye
BOTH
[Hey hey hey hey eh eh eh eh hey hey hey
Other songs of the movie Style
Excuse Me Jaan Meri Jaan Hai Tu Yeh Hai Style
|
CRICKET ZONE Live Cricket Coverage
More Movie Song Lyrics
Hum Ko Toh Jaan Se Pyari Hai
It Ki Dukki , Paan Ka Ikka
Aye Dil Na Mujhse Chhupa
Meri Zindagi Main Apni Chahat
Yeh Dil Kya Kare
Ek Ladki
Ye Raaten Ye Mausam Nadi Ka Kinaara
Pyaar Mange
Dil Tera Deewana Hai Sanam
Dekha Hain Pehli
|
|