Music > Supari > Chand Chahiye
Chand Chahiye song lyrics
Tujhe Chand Chahiye To Chand Doonga
Jaan Chahiye To Jaan Bhi Doonga
Pyaar Chahiye To Pyaar Doonga Main
Dil Ka Karar Tujhko Main Hi Doonga
Tere Paas Paas Main Rahoonga
Pyaar Chahiye To Pyaar Doonga Main
Teri Dhadkanon Mein Raahon Mein
Teri Thandi Thandi Aahon Mein
Teri Behki Behki Saason Mein
Main Rahoonga
Tujhe Chand Chahiye ? Pyaar Doonga Main
Ek Pyaas Hai Ehsaas Hai Sawal Hai
Jawab Ki Talaash Hai
Ab Ke Liye Ab Jeene Do
Mujhe Zindagi Ko Peene Do
Maut Se Milkar Yeh Dil Ab Cheekhta Hai Jeene Ko
Jaan mein Raahon Na Baahon Mein Tere Sapno Mein Khwaabon Mein
Tere Dil Ke Kuch Khayalon Mein
Main Rahoonga
Tujhe Chand Chahiye?Pyaar Doonga Main
Do Dilon Hai Is Jahan Se
Dard Aaya Yeh Kaha Se
Bhool Bhi Jaao Paas Aao Aao Na
Keh Sake Na Aaj Tak Jo
Mujhse Tum Woh Baat Kehdo
Na Chupaao Maan Jaao Aao Na
Mujhko Dil Ka Haal Tum Sunao Na
Tere Din Mein Teri Raaton Mein
Tere Mann Mein Teri Baton Mein
Tere Pyaar Ki Saugaaton Mein
Main Rahoongi
Tujhe Saath Chahiye..(2)
Main Saath Doongi
Tujhe Chand Chahiye?Pyaar Doonga Main
Dil Ka Karar ?Pyaar Doonga Main
Teri Dhadkanon?Main Rahoonga
Tujhe Chand Chahiye?Pyaar Doonga Main
Tujhe Chand Chahiye To Chand Doonga
Jaan Chahiye To Jaan Bhi Doonga
Other songs of the movie Supari
Bombay Bagiyan Bombay Town Chahaha Ek Saans Tere Ishq Mein
|
CRICKET ZONE Live Cricket Coverage
More Movie Song Lyrics
Jaane Do Naa
Chadti Jawani Meri Chal Mastani
Ho Yaad Aane Lagi
Naadaan Muhabbat vaalon ke
Milo Na Tum To
Maahi Ve
Khamosh Raat
Tere Ishq Mein
Pyaar Ke Jahaan Ki Niraali Sarkaar
Gayab Hoke
|
|