ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > Taqdeer > Mujhe Bhool Jana

Taqdeer ( Hindi Film Songs )

Jab Jab Bahar Aaye
Pappa Jaldi Aajana


Mujhe Bhool Jana song lyrics

mujhe bhool jaana agar ho sake -2
na phir yaad aana agar ho sake
mujhe bhool jaana ...

mera pyaar guzare zamaane ki hai baat
rahe yaad kyon bhool jaane ki baat
nahi koi aansu bahaane ki baat
na aansu bahaana agar ho sake
mujhe bhool jaana ...

mujhe maaf karana mere hamasafar
kaheen kho gaya main tumhen chhod kar
tumhen maine aansu die hain magar
sada muskaraana agar ho sake

Other songs of the movie Taqdeer

Jab Jab Bahar Aaye
Pappa Jaldi Aajana

CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

Bhatke Panchhi

Chup Chup Khade Ho

Meri Majaburiyon Pe Jahaan Chup Raha

Tera Saath Hai To

I Am Coming Home Again

Dil Lagiya Na Lagiya

Ye Betiyan

Jeeye To Jeeye Kaise

Aahista Aahista

Jhuma jhuma do hi mulakaton mein