ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > Teesri Kasam > Duniya Banaane Waale Kya Tere Mann Men

Teesri Kasam ( Hindi Film Songs )

Chalat Musaafir Moh Liyo Re
Haay Gazab Kahin Taara Toota
Laali Laali Doliya Men
Maare Gaye Gulfaam
Paan Khaaye Sainyaan Hamaaro
Raat Dhalane Lagi
Sajan Re Jhooth Mat Bolo
Sajanava Bairi Ho Gaye Hamaar


Duniya Banaane Waale Kya Tere Mann Men song lyrics

Singer: Mukeshkaahe ko duniya

(duniya banaane vaale, kya tere mann men samaai
kaahe ko duniya banaai, tune kaahe ko duniya banaai ) - 2

kaahe banaae tune maati ke putale,
dharati ye pyaari pyaari mukhade ye ujale
kaahe banaaya tune duniya ka khela - 2
jis men lagaaya javaani ka mela
gup-chup tamaasha dekhe, vaah re teri khudaai
kaahe ko duniya banaai, tune kaahe ko duniya banaai....................

tu bhii to tadapaa hoga, mann ko banaakar,
toofaan ye pyaar ka, mann men chhupaakar
koi chhabbi to hogi, aankhon men teri - 2
aansu bhi chhalke honge palakon se teri
bol kya sujhi tujh ko, kaahe ko preet jagaai
kaahe ko duniya banaai, tune kaahe ko duniya banaai.....................

preet banaake tune, jeena sikhaaya,
hansana sikhaaya,
rona sikhaaya
jeevan ke path par meet milaae - 2
meet mila ke tune sapane jagaae
sapane jaga ke tune, kaahe ko de di judaai
kaahe ko duniya banaai, tune kaahe ko duniya banaai.....................

*******************************************************

Other songs of the movie Teesri Kasam

Chalat Musaafir Moh Liyo Re
Haay Gazab Kahin Taara Toota
Laali Laali Doliya Men
Maare Gaye Gulfaam
Paan Khaaye Sainyaan Hamaaro
Raat Dhalane Lagi
Sajan Re Jhooth Mat Bolo
Sajanava Bairi Ho Gaye Hamaar

CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

Mujhe Ya Phool Na De

Dilki Nazar Mein

Aarti Kare Jai Ganeshji Ki

Tum Mujh Ko Bhool JaaO

Kar Ke Jisaka Intezaar

Kahin Door Jab

Ik Ghar Banaaunga Tere Ghar Ke Saamane

Sukh Ke Sab Saathi

Beeti Na Bitai

Tum