ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > Teesri Kasam > Maare Gaye Gulfaam

Teesri Kasam ( Hindi Film Songs )

Chalat Musaafir Moh Liyo Re
Duniya Banaane Waale Kya Tere Mann Men
Haay Gazab Kahin Taara Toota
Laali Laali Doliya Men
Paan Khaaye Sainyaan Hamaaro
Raat Dhalane Lagi
Sajan Re Jhooth Mat Bolo
Sajanava Bairi Ho Gaye Hamaar


Maare Gaye Gulfaam song lyrics

Singer: Lata

( maare gaye gulafaam
aji haan maare gaye gulafaam ) -2
ulfat bhi raas na aai
aji haan maare gaye gulafaam

ik sabzapari dekhi
aur dil ko ganvaa baithe
( mastaana nigaahon par
phir hosh lutaa baithe ) -2
phir hosh lutaa baithe
kaahe ko main muskuraai

aji haan maare gae gulafaam
maare gaye gulafaam
aji haan maare gaye gulafaam

abaru ki kataari se
nainon ki dodhaari se
( wo ho ke rahe zakhmi
ik baad-e-bahaaari se ) -2
ik baad-e-bahaaari se
ye zulf kyon laharaai

aji haan maare gaye gulafaam
maare gaye gulafaam
aji haan maare gaye gulafaam

is pyaar ki mahafil men
wo aaye muqaabil men
( wo teer chale dil par
halachal si hui dil men ) -2
halachal si hui dil men
chaahat ki saza paai

aji haan maare gaye gulafaam
maare gaye gulafaam
aji haan maare gaye gulafaam
ulfat bhi raas na aai
aji haan maare gaye gulafaam

*******************************************************

Other songs of the movie Teesri Kasam

Chalat Musaafir Moh Liyo Re
Duniya Banaane Waale Kya Tere Mann Men
Haay Gazab Kahin Taara Toota
Laali Laali Doliya Men
Paan Khaaye Sainyaan Hamaaro
Raat Dhalane Lagi
Sajan Re Jhooth Mat Bolo
Sajanava Bairi Ho Gaye Hamaar

CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

Zara Jhoom

Meri Duur Se Aayi Baraat

Hasde Hasde

Mohabbat Karne waalon Ka

Dil Ne Kar Liya

Rel Men Jiyaa Mora

Mil Jaye Khazana

Pyar Kar

Shola Jo Bhadke