ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > Tehzeeb > Sabaq aisa

Tehzeeb ( Hindi Film Songs )

I wanna be free
Khoyi khoyi aankhein hain
Meharbaan meharbaan
Mujhpe toofaan uthaaye logon
Na shikva hota


Sabaq aisa song lyrics

(Sabaq aisa, padhha diya.. tune..
Dil se sab kuchh bhula diya tune) -2
Laakh dene ka ek dena hai..
Oh....
Laakh dena ka ek dena hai..
Dil ye be-maut diya tune
Be-talab, jo mila, mila mujhko.. -2
Be-gharaz, jo diya, diya tune..
Sabaq aisa padhha diya tune..
Dil se sab kuchh bhula diya tune


(Kahin mushtaaq se hijaab huwa
Kahin parda uthha diya tune) -2
Mit gaye, dil se, naqsh-e-baatil sab
Naqsh apna jama diya tune
Sabaq aisa, oh.. sabaq aisa
(Aa… aa...)
Mujh gunehgaar ko jo bakhsh diya -2
Toh jahannum ko kya diya tune
'Daagh' ko, kaun dena waala tha
Jo diya, eh khuda diya tune
Sabaq aisa, sabaq aisa, sabaq aisa, sabaq aisa
Sabaq aisa padhha diya tune..
Dil se sab kuchh bhula diya tune

Other songs of the movie Tehzeeb

I wanna be free
Khoyi khoyi aankhein hain
Meharbaan meharbaan
Mujhpe toofaan uthaaye logon
Na shikva hota

CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

Mehfooz

Pyar ankhon se dhikaya toh bura man gaye

Bambai Nagariya - Club Mix

Te Ki Main Jhooth Bolayaa

Life Ban Jaayegi

Un Ke Bulaave Pe Dole Mera Dil

Kya Miliye Aise Logon

Shola Jo Bhadke

Kyon Unhe Dil Diya