ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > Tera Mera Saath Rahen > Haqh Jata De

Tera Mera Saath Rahen ( Hindi Film Songs )

Dil Wahi Bekaraar Hota Hai
Dum Dum Diga Diga
Hathon Ki Lakeerin Mein
Jumbo Jet
Main Sochon
Pehli Nazar
Tadpati Hai Tarsati Hai
Tera Mera Saath Rahen
Tujh Se Bichad Ke


Haqh Jata De song lyrics

Haqh Jata De
Oh Haqh Jata De Pyaar Nibha De
Yaar Gale Se Lag Jaana
Haqh Jata De Pyaar Nibha De
Yaar Gale Se Lag Jaana
Aag Lagi Hai Saawan Mein
Dil Tarsega Kab Tak Aana
Oh Chhod De Baahen Rok Na Raahen
Pyaar Tera Hai Deewana
Oh Chhod De Baahen Rok Na Raahen
Pyaar Tera Hai Deewana
Jaane Kyon Lagta Hai Banjayega Koyi Afsaana

Is Harjai Mausam Ki Khushboo Mein Koyi Khumari Hai
Aisa Jaane Kyon Lagta Hai Boondon Mein Chingari Hai
Aisa Haal Hona Apna Gusri Huvi Barsaaton Mein
Do Premi Kyon Jalte Hai In Bheeghi Bheeghi Raaton Mein
Bheeghi Bheeghi Raaton Mein
Khwaab Naye Hain
Khwaab Naye Hain Pyaas Nayi Hain Dard Bhi Hai Anjana
Khawab Naye Hain Pyaas Nayi Hain Dard Bhi Hai Anjana
Aag Lagi Hai Saawan Mein
Dil Tarsega Kab Tak Aana

Hosh Raha Na Ab Mujhko Jaane Kya Masti Chaayi Hai
Barson Kitna Tadpi Hoon Tab Gadi Milan Ki Aayi Hai
Odle Is Tanhaayi Ko Kuch Aise Aaj Simat Jaao
Laaj Ka Ghoongat Main Kholu Tum Mujhse Aaj Lipat Jaao
Mujhse Aaj Lipat Jaao
Soch Liya
Soch Liya To Soch Liya Jo Soch Liya Woh Karjana
Soch Liya To Soch Liya Jo Soch Liya Woh Karjana
Aag Lagi Hai Saawan Main
Dil Tarsega Kab Tak Aana
Oh Chhod De Baahen Rok Na Raahen
Pyaar Tera Hai Deewana
Chhod De Baahen Rok Na Raahen
Pyaar Tera Hai Deewana
Jaane Kyon Lagta Hai Banjayega Koyi Afsaana

Other songs of the movie Tera Mera Saath Rahen

Dil Wahi Bekaraar Hota Hai
Dum Dum Diga Diga
Hathon Ki Lakeerin Mein
Jumbo Jet
Main Sochon
Pehli Nazar
Tadpati Hai Tarsati Hai
Tera Mera Saath Rahen
Tujh Se Bichad Ke

CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

Mera Yaar Mila De

Main Raahi Bhatakane Vaala Hoon

Khabardaar Maut Ka Zaayeka)

O Saathi Re

Aise To Na Dekho Ke

Tum Mujhe Yun Bhula

Tu Bin Bataye

Tara rumpum

Gajab Ka Hain Din