ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > Tere Naam > Kyun Kisi Ko

Tere Naam ( Hindi Film Songs )

Lagan Lagi
Man Basiyaa
O Jaanaa O Jaanaa
Odhani Od Ke Naachoon
Tere Naam
Tere Naam - sad
Tum Se Milna
Tune Saath Jo Meraa Chhodaa


Kyun Kisi Ko song lyrics

Ye Pyaar Mein Kyun Hotaa Hai
Hun Aa Aa Aa Aa Haan

La La La La La La La La La La La, La La La
Kyun Kisi Ko Vafaa Ke Badle Vafaa Nahin Milti
Kyun Kisi Ko Duaa Ke Badle Duaa Nahin Milti
Kyun Kisi Ko Khushi Ke Badle Khushi Nahin Milti
Ye Pyaar Mein Kyun Hotaa Hai
Ye Pyaar Mein Kyun Hotaa Hai
Kyun Kisi Ko Vafaa Ke Badle Vafaa Nahin Milti

Ishq Kitnaa Rulaaye Saari Duniyaa Bhulaaye
Beqaraari Badaaye Chain Ek Pal Na Aaye
Log Ishq Mein Kyaa Se Kyaa Hue
Mil Gaye Kabhi Phir Judaa Hue
Bas Khizaan Mili Is Bahaar Mein
Umr Kat Rahi Intazaar Mein..
Kyun Kisi Ko Hansi Ke Badle Hansi Nahin Milti
Kyun Kisi Ko Vafaa Ke Badle Vafaa Nahin Milti

Aa Aa Aa Aa Aa Aa Aa Aa Aa Aa

Ni Dha Ni Sa Sa Ga Re Ma Pa Ga Re Ga Sa
Ni Dha Ni Sa Ga Sa
Ye Pal Kahin Thahraa Nahin
Yaadon Pe To Pahraa Nahin
Jab Davaa Se Bhi Zakhm Na Bhare
Aise Haal Mein Socho Koi Kyaa Kare
Kyun Kisi Ko Khushi Ke Badle Khushi Nahin Milti
Kyun Kisi Ko Vafaa Ke Badle Vafaa Nahin Milti
Ye Pyaar Mein Kyun Hotaa Hai
Ye Pyaar Mein Kyun Hotaa Hai
Kyun Kisi Ko Vafaa Ke Badle Vafaa Nahin Milti

Other songs of the movie Tere Naam

Lagan Lagi
Man Basiyaa
O Jaanaa O Jaanaa
Odhani Od Ke Naachoon
Tere Naam
Tere Naam - sad
Tum Se Milna
Tune Saath Jo Meraa Chhodaa

CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

Jaanewaale Ab to Aaja

Socho Kya Karogi

Aankhon Mein Basaakar Khwaab

Man Mohana Bade Jhoothe

Yeh Ladka Hai Deewana

Tere Chehre Mein Woh Jadoo Hai

Darling Hain NA Bolo

Raat Ka Sama

Zindagi Ke Faisle Mein