ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > Waris > Kaun Hai Woh Kaun Mujhe

Waris ( Hindi Film Songs )

Kabhi Kabhi Aisa Bhi Hota Hai
Lehra Ke Aaya Hai


Kaun Hai Woh Kaun Mujhe song lyrics

kaun hai woh kaun mujhe jisne jagaya
arey dharti pe yaar yumlok se bulaya - 2
arey kau kaun hai
kaun hai woh kaun mujhe jisne jagaya
arey dharti pe yaar yumlok se bulaya - 2
arey kau kaun hai

yeh kangana yeh kjhunka
yeh chunri yeh kajara kyon
yeh mehandi yeh bindiya
yeh payal yeh gajra kyon
jante nahi kya mere sartaaj ko
thehro main bulati hu abhi yumraaj ko
kaun hai
kaun hai woh kaun mujhe jisne jagaya
arey dharti pe yaar yumlok se bulaya - 2
arey kau kaun hai

yeh bhutna yeh baamna kyon aaya maala japane - 2
kya samjhe yeh chhaliya dekhe devi ke sapanen
byaahi hui devi se aankh jo lagayega
yahi baithe baithe woh bhasam ho jaayega
kaun hai
kaun hai woh kaun mujhe jisne jagaya
arey dharti pe yaar yumlok se bulaya - 2
arey kau kaun hai


bol maiyya bol jaldi se khol
bol maiyya bol
jaldi se khol - 2
beimaano ki potli

chhod de chhode de din de maiyya chhod de
kanya kunwari ka maaya jaal chhod de

yeh kanya kumari hai deewan ki dulaari hai - 2
ek hi bechari hai chhod de chhod de - 2
chhod de chhode de din de maiyya chhod de - 2

bol
maiyya bol ..
bol maiyya bol bolgalla kaahe
bol bol hoke prasanna kya khayegi
charnon mein tere aam kela amrud hai
peene ko maiyya bhuri gaay ka dudh
bhul~
haai bhul hui..
ho maiyya bhul hui..
ho bhul hui
bhul hui - 2
maiyya maansdhaari hai
phalwaale jaa kasaai ki baari hai
hatao kharbuja hatao tarbuja
arey jaldi se leke aaon murgi ka chussa
arey murgi ka chalega ya bakre ka maans
aadmi ka chalega toh haazir hai daant
bali nahi chahiye jo achhe insaan ki
toh charbi khilaaun kisi mote shaitaan ki
maiyya chhod ho bindu chhod
maaya jaal tod..
maiyya bhaag...

Other songs of the movie Waris

Kabhi Kabhi Aisa Bhi Hota Hai
Lehra Ke Aaya Hai

CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

Ishq Samundar

Aayo Kahaan Se

Mann More Ga Jhoom Ke

Ja Ja Re Ja Saajana

Mat Jaa Mat Jaa Jogi

Aa Bhi Jaa

Jaan

Phoolon Ke dere Mein

Road Ke Har Mod Par

Do Naina Aur Ek Kahani