ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > Waris > Lehra Ke Aaya Hai

Waris ( Hindi Film Songs )

Kabhi Kabhi Aisa Bhi Hota Hai
Kaun Hai Woh Kaun Mujhe


Lehra Ke Aaya Hai song lyrics

aayega tara...
lala...
lehra ke aaya hai jhonka bahaar ka
mausam hai pyar ka aa bhi jaa
lehra ke aaya hai jhonka bahaar ka
mausam hai pyar ka aa bhi jaa
hum toh kab se khade hai dilruba
sun rahe tere dil ki sadaa
iss kadar bakali khuda
lehra ke aaya hai jhonka bahaar ka
mausam hai pyar ka aa bhi jaa aa

nayi nayi pehchhaan ho gayi
pyar ki raah aasaan ho gayi
ho gaya aasan ab rasta
humsafar ke mujhe mil gaya
ab kismat se maangu main kya
lehra ke aaya hai jhonka bahaar ka
mausam hai pyar ka aa bhi jaa aa

jahaan jahaan dekhu main tu hai
na tamanna na koi aarzu ahi
maine maangi thi ek din duaan
uss duaan mein asar aa gaya
meet gaya pyar ka faasala
lehra ke aaya hai jhonka bahaar ka
mausam hai pyar ka aa bhi jaa aa

tere mere dil ne kaha hai
pyar hona tha hoke raha hai
maine bhule se socha na tha
mere pehlu mein hai har toofan
mera hamdam mera dilruba
lehra ke aaya hai jhonka bahaar ka
mausam hai pyar ka aa bhi jaa aa

Other songs of the movie Waris

Kabhi Kabhi Aisa Bhi Hota Hai
Kaun Hai Woh Kaun Mujhe

CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

Main Tere Dil Ki Malika

Bahut Shukriya Badi Meharabaani

Koi Jab Raah Na Paae

Kudhi Vi Soni

Aisa Kyoon Hota Hai

Cheel Cheel Cheelake

Allah Kare Dil Na Lage Kisise

Dil Leke

Road Ke Har Mod Par

Pari