ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > Yaad Rakhegi Duniya > Ae Hawa Aake Thaamle Anchal

Yaad Rakhegi Duniya ( Hindi Film Songs )

Gali Gali Mein Gana
Tooti Khidki Makdi Ka Jangla


Ae Hawa Aake Thaamle Anchal song lyrics

o o o, o.., o.. o, o..
( ai havaa aa ke thaam le aaNchal
ai ghaTaa ban jaa.. aaNkh kaa kaajal
kaliyoN mein chhup ke unhen mahkaa dooN
murjhaaye phooloN ko khilaa dooN..
aajaa haNs ke jeenaa sikhaa dooN -2 ) -2

( kaale-kaale baadal se ras barsaati hooN
barkhaa ki booNdoN mein jhoom ke gaati hooN ) -2
sehraa mein bhi jal barsaa dooN
sabki pyaas bujhaa dooN..
aajaa haNs ke jeenaa sikhaa dooN -2

la la la la la la -2
aa.., la la la la la la la la la

( parvat se jharnaa banke bahti hooN
lahroN ke darpaN mein haNsti rahti hooN ) -2
titli jaisi uD ke dikhaa dooN
duniyaa ki sair karaa dooN
aajaa haNs ke jeenaa sikhaa dooN -2
ai havaa aa ke thaam le aaNchal
ai ghaTaa ban jaa.. aaNkh kaa kaajal
kaliyoN mein chhup ke unhen mahkaa dooN
murjhaaye phooloN ko khilaa dooN..
aajaa haNs ke jeenaa sikhaa dooN -2

Other songs of the movie Yaad Rakhegi Duniya

Gali Gali Mein Gana
Tooti Khidki Makdi Ka Jangla

CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

Maine Bhi Husn Ki

Man Mohana Bade Jhoothe

O Mehndi Rang Layee

Whats Going On

Dil Kaa Aalam

Sar Sar Sar Sarti Hava

Sehra

Jhoom Barabar Jhoom Sharabi

Thandi Hawa Yeh Chandni

Zinda Rahti Hain