ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > yahaan > Naam Ada Likhna

yahaan ( Hindi Film Songs )

Chan se bole
Kahu Kaise Sakhi
Mere Chaliya


Naam Ada Likhna song lyrics

puche jo koi meri nishaani
rang hina likhna
gore badan pe
ungli se mera naam ada likhna

Kabhi kabhi aas paas chand rehta hai
Kabhi kabhi aas paas shaam rehti hai

aao naaaaa aaao naaaaa
jehnum mein beh lenge
vadi ke masuam bhi
ek din to badlenge

Kabhi kabhi aas paas chand rehta hai
Kabhi kabhi aas paas shaam rehti hai

aau to subha jao to mera naam saba likhna
burf pade to burf pe mera naam dua likhna
zara zara aag vaag pass rehti hai
zara zara kangde ke aacha rehti hai

Kabhi kabhi aas paas chand rehta hai
Kabhi kabhi aas paas shaam rehti hai


raatein bunjhane
tum aagaye hoo

jab tum haste hooooo
din ho jata hai
tum gale lage too ooooo
din so jata hai

doli uthaye ayega din to
pass betha lena
kal jo mile to
mathe mein mere suraj uga dena

zara zara aas paas dhup rehegi
zara zara aas pass rang renhege


puche jo koi meri nishaani
rang hina likhna
gore badan pe
ungli se mera naam ada likhna

Kabhi kabhi aas paas chand rehta hai
Kabhi kabhi aas paas shaam rehti hai

Other songs of the movie yahaan

Chan se bole
Kahu Kaise Sakhi
Mere Chaliya

CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

Area Ka Hero

Dil Hoon Hoon Kare

Piya Ki Jogan

Baat Kehne Ko

Apne Jeewan Ki Uljhan

Gharbhar Me Uparwaley Ke

Tanha Jiya Na Jaye

Ek Din Aapko Yaad Kiye Magar

Mere Bhole Balam