KK: hey.. ye fizaayein, he.. sun lo gaayein zindagi hai hasin aur javaaN Alka: har lamhaa hai meharbaaN, har pal hai Khushi paa hi gayaa ye kaarvaaN, manzil pyaar ki KK: din jo suhaane hain, do dil deevaane hain -2 Alka: din jo suhaane hain, do dil deevaane hain KK: hey.. ye fizaayein, he.. sun lo gaayein
Alka: geetoN kaa mausam hai, KhvaaboN kaa aalam hai ab hosh kam kam hai haaN.. KK: jeevan ki raahoN mein, tum ho niGhaahoN mein baaNhein hain baaNhoN mein, haaN.. Alka: har dil deevaanaa hai ab ye jaanaa kyuN hai hasin ye samaa KK: har lamhaa hai meharbaaN, har pal hai Khushi paa hi gayaa ye kaarvaaN, manzil pyaar ki Alka: din jo suhaane hain, do dil deevaane hain KK: din jo suhaane hain, do dil deevaane hain Alka: din jo suhaane hain, do dil deevaane hain KK: hey.. ye fizaayein, he.. sun lo gaayein
Alka: sab din sunhare hain, sab nashe gahre hain pyaare sab chehre hain, haaN KK: ab halke halke se, rang hain chhalke se aaNchal hain Dhalke se, haaN Alka: jo dilqashi hai, jo taazgi hai kaise karooN main bayaaN KK: hey.. ye fizaayein, he.. sun lo gaayein zindagi hai hasin aur javaaN
Alka: ho har lamhaa hai meharbaaN, har pal hai Khushi paa hi gayaa ye kaarvaaN, manzil pyaar ki Both: din jo suhaane hain, do dil deevaane hain -2 Both sing together: KK: din jo suhaane hain, do dil deevaane hain Alka: la la la la la la, la la la la la la
KK: din jo suhaane hain, do dil deevaane hain..
|