ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > Jeena Sirf Merre Liye > Allah Allah

Jeena Sirf Merre Liye ( Hindi Film Songs )

Dupatta
Ek Baar To India
Jeena Sirf Merre Liye
Kash Ke Tujhse Milte
Pyaar Mange
Tu Hai Sola


Allah Allah song lyrics

--FEMALE--
O o o o o, o o o o o
Aa aa aa aa aa, aa aa aa aa aa
(Mujhko mil gaya mera pyaar
Allah, allah, allah, allah) - 2
Aaya ab dil ko qaraar
Allah, allah, allah, allah
Aayi kaisi dilkash bahaar
Allah, allah, allah, allah
Chhaaya hai yeh kaisa khumaar
Allah, allah, allah, allah

--MALE--
Logon se bataaya na maine kabhi
Chori chori yeh dil dhadakta raha
Mere bina tera bura haal tha
Tere liye main bhi tadapta raha

--FEMALE--
Aaya na kahin chain dilbar mujhe
Dasti rahi har lamha tanhaaiyaan
Mere aage peechhe to chalti rahi
Teri jawaan yaadon ki parchhaaiyaan
(Har ghadi tha bas intezaar
Allah, allah, allah, allah) - 2

Mujhko mil gaya mera pyaar
Allah, allah, allah, allah
Main to maangti thi dua raat din
Jaldi se hamaari mulaaqaat ho
Goonje shehnaai milan ki kabhi
Tere mere sapnon ki baaraat ho

--MALE--
Koi na yahan tere mere siva
Nahin ab zamaane ki majbooriyaan
Aa jaa main laga loon gale se tujhe
Ab na sahi jaaye yeh dooriyaan
(Kitna bhola hai mera yaar
Allah, allah, allah, allah) - 2

--FEMALE--
Mujhko mil gaya mera pyaar
Allah, allah, allah, allah

--MALE--
Aaya ab dil ko qaraar
Allah, allah, allah, allah

Other songs of the movie Jeena Sirf Merre Liye

Dupatta
Ek Baar To India
Jeena Sirf Merre Liye
Kash Ke Tujhse Milte
Pyaar Mange
Tu Hai Sola

CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

Dekhein Kaha Par Girti Hai Bijli

Jaise Radha Ne Mala Japi

Laija Udaake Laija Churaake

Kehna Hai Jo

Ban Ke Suhaagan Rahi Abhaagan

Ek Tu Hi Bharosa

Ban Gai Baat Baaton Mein Bus Do Char Mulaqaton Mein

Dil Beqaraar Hain Mera Dil

Dekhte Dekhte

Tera Muskurana